RGV’s Rakta Charitra Movie Introduction


As the story of "Rakta Charitra" is happening in a certain specific region which the majority of the Bollywood audience would not have any knowledge of, RGV wanted to have a voiceover to introduce the place and its context. Here is the introductory voice over in Hindhi:
 
"Mahatma Gandhi ne kaha tha ki bharat ki aatma gaavo me basti hai…iss mamle me ya to Gandhiji anjaan the ya phir masoom kyu ki aaj bhi iss desh ke kayi ilaake ek vibhats khooni sangarsh me uljhe hue hai…unme se ek jagah hai… Anantpur…jaha aham, aurat aur addhikar ki ladaayi me log jameen jaaydaad parivar aur apni jaan tak daanv pe laga dete hai…aur hinsa ka ye Rakt Chakra pusht dar pusht bina ruke chalta hee rehta hai Anantpur ke iss Raktranjit sangarsh me itne log mare hai ki Gandhiji ki bharat ki aatma… Ab yaha bas nahi…bhatak rahi hai… ANANTPUR KI YE CHARITRA, AAJ KI MAHABHARAT HAI… RAKTACHARITRA!"
 
Gyst of it in English: Gandhiji once called the villages the soul of India. In this land of greed for power and women, Gandhism is a long forgotten virtue. The innocence of villages has been trashed to smithereens by the insatiable greed for power and women. The blood thirsty land of Anathapur is just another example, where family feuds have spanned generations. The histor of Anantpur is todays Mahabbharat..RAKTACHARITRA.

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

0 comments:

Post a Comment